‘ pasta recipes ‘
Pasta pure desh me ek meal ki tarah kafi famous hai. Har restaurants aur even small hotels par v varities of pasta milne lage. Even bhut pehle se ham ye dekhte hai ki parties me v hame ye milta hai. Indian food trucks to kafi famous hai. Yaha par sari snack dishes milti hai wo v hamare budget ke hisab se. Yha sare Chinese dishes, Indian style dishes, Italian dishes etc.milti hai. Aise v India apne varities of food ke liye kafi famous hai.
‘ About Indian Pasta’
India me kafi different flavour dishes dekhne ko milta hai aur sath he varities of pasta milti hai. Foreign style ho ya fir desi style, dono he logo ko kafi pasand ata hai. Ajkal to pasta pizza v milne lga hai. Log kafi experiment karte aa rahe hai dishes ke sath aur naya invention kar rahe. Log ye sab kafi pasand v kar rahe. Restaurants ho ya cafeteria ya fir koi street stalls har jagah anokha pasta milta he hai. Even ajkal do different style ka fusion karke new recipe ready hota hai.
‘ Ghar ki kahani’
Par in sabme ham soche hai kya kuch plain simple sa pasta wo v chicken ya egg sath hota to maja he ata. Ajkal ye sab available to hai bahar magar jab bat ghar par banane ki ati hai to sochte hai kharab na ban jaye. Sahi se steps pta ni hota to videos sab to dekh lete hai magar fir v sahi se ni ban para. Bahar to sabhi kha lete hai lekin kavi ghar par try karne ka himmat ni hua kuki waste na hojye sab. To chaliye aj ham apko sikhate hai easy sa egg pasta recipe. Isme ham Indian style aur Italian style dono ka fusion ready karenge.
‘ Diet follow walo ki recipe’
Bata de apko ki agar aap diet follow karte hai ya exercise karte hai aur ye sab se dur hai magar boiled pasta aur eggs khana to veggies sath dono ko mix karke v aap ek naya meal apne liye ready karsakte hai. Jo ki healthy meal ban gya apke liye. Ye sare kuch amazing se recipes apke sath kar rhi hu taki apke liye v ghar par banana easy hojye.
‘ egg pasta recipe’
Bat kare egg pasta recipe ki to ham ar kayi different ways me ise bana sakte hai. Iske v bahut sare varieties hai aur easy v hai. Agar sahi se sare steps malum ho aur follow kare to asani se bina dikkat hue ap bana sakte hai.
Chaliye dekhte hai varities of egg pasta recipe.
1. white sauce egg pasta
Ye same hai normal white sauce pasta ki tarah. Isko non veg turn diya gya hai eggs add karke. White sauce egg pasta bahut he saucy, salty, cheesy flavour meal hai. Ye ek Italian style mixed recipe hai.
‘ white sauce egg pasta recipe summary‘
Isko banane ke liye pehle ham pasta boil kar lenge. Uske bad white sauce ready karenge aur sath he sath veggies saute karke egg scramble ready karenge. Ab jab ye sab ready hojyega to boiled pasta ko ham white sauce me dalenge aur mix karenge. Fir egg scramble ko v dalkar achese mix karenge. Lijiye white sauce egg pasta ready hai. Ise evening ya mid day snack time me enjoy kare.
how to cook egg pasta
Ingredients required:-
- Egg:- 3
- Milk:- 1cup
- Butter:- 2 tbs
- White flour:- 1tbs
- Cheese:- one small cube of cheese( amul cheese, cost 10rupees)
- Pasta:- 1 cup
- Onion:- 1
- Capsicum:- chopped red, green and yellow capsicum half cup.
- Ek pan ko garam kare.
- Usme 1 table spoon butter dale.
- Ab milk dale aur boil hone de.
- Jab boil hone lage to white flour dal kar mix karte rahe.
- Ab uske 5 minute bad cheese dale aur mix kare. Achese mix karte rahe.
- Ar fir usme red chilli flakes aur orgeno add kare aur thora sa salt sprinkle kare.
- Lijiye white sauce tayar hai.
- Ek pan ko garam kare. Medium flame par rakhe.
- Ab usme butter dal denge.
- Fir usme diced onion and capsicum dalenge.
- Achese saute krenge bas usko. 2-3 minute ke liye saute karenge.
- Aab usme teeno egg ko dale aur egg scramble bana le.
- Usme salt as per taste add kare aur red chilli flakes and orgeno v apne taste ke hisab se add kare.
- Aab finally ham boiled pasta ko white sauce me dalenge aur ye scrambled egg ko v fir dal denge.
- Aur achese sabko mix karenge.
- white sauce egg pasta ready hai.
- Ek pan ko garam karke usme butter dale.
- Ab usme kata hua onion, capsicum and broccoli dale aur saute kare.
- Colourful capsicum v use kar sakte hai.
- Ab usme salt aur apne flavor ke hisab se sauces add kare.
- Ab alg ek pan ko garam kare.
- Fir usme butter/oil dalkar eggs dale.
- Ab scramble bana le.
- Ye scrambled eggs ko veggies ready jo hua hai usme mix karde.
- Achese mix hone ke bad pasata ko dale.
- Ab usme salt as per taste, red chilli flakes aur orgeno dale.
- Sabko achese mix karde.
- Scrambled egg pasta ready hai.
- Pehle pasta ko boil kar le.
- Ab ek pan ko garam kare aur usme butter/ oil dale.
- Onion, capsicum ko achese cut kar le.
- Ab dono ko saute kare.
- Apne pasand ke hisab se usme sauces add kare.
- Ab usko achese mix karke boiled pasta add kare.
- Aur last me boiled eggs ko pieces me cut karke add karde.
- Fir ready hai boiled egg paste.
- Ek pan garam kare.
- Usme white sauce ready kare.
- Ab dusre ek pan me veggies saute karke boiled pasta dalenge.
- Ab boiled eggs ko pieces me cut karenge.
- Pasta ko white sauce me dalenge fir Kate hue boiled eggs ko v dal denge.
- Ab usme red chilli flakes aur orgeno dalkar mix karenge.
- White sauce boiled egg pasta ready.